About US

About Us

Namaste 🙏

Welcome hai aapka Insure Gyan India par.

Is blog ko banane ka sirf ek hi maksad hai – aapko insurance ke baare mein simple aur sahi jankari dena, bina ghumaa-phiraye, seedhe shabdon mein. Aaj kal market mein insurance ke itne saare plans aur options hote hain ki aam aadmi confuse ho jata hai. Bas isi problem ko door karne ke liye yeh blog shuru kiya hai.

Yahan hum baat karte hain un topics ki jo aapki zindagi se seedha juda hai:

  • Term Insurance: Aapke baad bhi aapke parivaar ka dhyaan rakhe – kaunsa plan lena chahiye, kis umar mein lena chahiye, sab bataya jata hai.
  • Health Insurance: Achanak bimari ya hospital ka kharcha kaise manage karein, kaun sa plan sahi hai, premiums kitna lagega – sab jankari milegi.
  • LIC Jeevan Labh vs Jeevan Anand: Dono plans ke faayde-nuksaan, kis mein invest karein, sab detail mein samjhaya jata hai.
  • Critical Illness Insurance: Cancer, heart attack jaise badi bimariyon se kaise bacha ja sakta hai – aisi policies ke baare mein genuine jankari di jati hai.
  • Car Insurance: Kaise premium kam ho, renewal kaise karein, third-party vs comprehensive kya hota hai – sab asaan bhasha mein likha gaya hai.

Hum kisi company ke agent nahi hain. Hum kuch bech nahi rahe. Yeh blog sirf aap jaise logon ke liye hai, jo insurance lena to chahte hain lekin samajhna mushkil lagt

Comments

Popular posts from this blog

₹500 Mein Ek Crore Ka Sahara – Insurance Ki Asli Kahani

Insurance Lena Kyun Zaroori Hai? Ek Aam Aadmi Ka Nazar

₹1 Crore Insurance Sirf ₹500 Mein — Sapna Nahi, Haq Hai